chamakte chand ko
chamakte chand ko tuta hua tara bana dala
meri aawargi ne mujhko aawara bana dala
chamakte
chamakte chand...
chamakte chand...
mere malik, mera dil kyun tadapta hai, sulagta hai
teri marzi , teri marzi pe kiska zor chalta hai
kisi ko gul, kisi ko tune angara bana dala
chamakte chand...
yehi aagaz tha mera, yehi anjam hona tha
mujhe barbaad hona tha, mujhe nakaam hona tha
mujhe taqdeer ne taqdeer ka mara bana dala
chamakte chand...
chamakte chand ko tuta hua tara bana dala
meri aawargi ne mujhko aawara bana dala
chamakte
bada dilkash bada rangeen hai yeh shehar kehte hain
yahan par hain hazaron ghar gharon mein log rehte hain
mujhe is shehar ne galiyon ka banjara bana dalachamakte chand...
main is duniya ko aksar dekh kar hairaan hota hun
na mujhse ban saka chhota saghar,din raat rota hun
khudaya tune kaise ye jahan sara bana dalachamakte chand...
mere malik, mera dil kyun tadapta hai, sulagta hai
teri marzi , teri marzi pe kiska zor chalta hai
kisi ko gul, kisi ko tune angara bana dala
chamakte chand...
yehi aagaz tha mera, yehi anjam hona tha
mujhe barbaad hona tha, mujhe nakaam hona tha
mujhe taqdeer ne taqdeer ka mara bana dala
chamakte chand...
bahut dilkash gazal hai ye
ReplyDeletedefinitely....
ReplyDeletekya kahny
ReplyDeletekaun hai jisane may nahi chakkhi kaun jhoothi qasam uthaata hai mayakade se jo bach nikalata hai teri aankhon mein doob jaata hai
ReplyDeleteham tumhen aisi pila denge tum aao to sahi hosh ka naam bhula denge tum aao to sahi
jaam botal se bharo aur laga lo munh se tumako peena bhi sikha denge tum aao to sahi
aaj kal roz hai mayakaane mein aana jaana tumako saaqi se mila denge tum aao to sahi
kya kaha gam ne sata rakha hai toba toba gam ko thodi si pila denge tum aao to sahi
Ajit vs Nidhi
This comment has been removed by the author.
ReplyDeleteyai andaz tha mera mujhe pani bana dala
ReplyDeletemujhame hi samaa karke mujhe diwana bana dala
Isse pikar ke khud ko hi mujhasa bana dala
mila mujhase to khud ko mujheme sama dala
Mera dil ne tere dil se dil ka nata bana dala
chamakte chand ko tuta hua tara bana dala
Ajitgupta Nidhimani
(A.G. N.M.T) We love mother & father because become a evry person made father or mother of his son or daughter .
A lot of thanks for all of you
I am the student of central public academy .Gorakhpur, chauri chaura
Ajit,Vishal,Gyan,Shivam,Stuti,Nidhi,Nimisha,Amit,Chandni,all friends